Roman script

bhawani ke veeron utha lo bhuja ko

satyagini ko mastak saja lo

swaaha ho shatru prachand macha do

shapath ka path ceer path

desh ka path jeet path

kadmon ki taal se

dhool ka baadal saja

shatru ke lahu se

dharti ka shringar kar

desh par prahaar hai

prahaar kar, prahaar kar

ghamand kar, prachand kar

tandav sa yudh kar

yudh kar bhayankar

ghamand se chalo

na daro, na giro

kaat sabko dil se

jeet ki ore chalo

ghamand ki pukaar hai

daro na daro

daldal mein lahu ke

badh chalo, badh chalo

ghamand hi tere

sheesh ka shringar hai

cheer sheesh sabke

badh chalo, badh chalo

ghamand se chalo

na daro, na giro

kaat sabko dil se

jeet ki ore chalo

rakt girega maati taregi

pyaas bujhegi ho

dushman katega dharti sajegi

desh sajega ho

Explore this song