Roman script

Mere baad kisko Mere baad kisko sataoge mere baad kisko

Bas bhi kro kitna rulao ge Mere baad kisko

Main to hoon chiraiyan aakaash ki

Main to hoon chiraiyan aakaash ki

Pinjre se udh ke main jo gai

Fir lot ke kabhi na aaungi

Fir hath se kisko khilao ge

Aur neend se kisko jagao ge

Mere baad kisko Mere baad kisko

Aisi kya galtiyan yu kar diya kyo paraya

Aisi kya galtiyan yu kar diya kyo paraya

Pakdi thi ungli jiski usne kyo hath chudaya

Main to hoon khiwaiyan taalab ki

Nadiyan mein jo main behti gai

Fir laut ke kabhi na aaungi

Fir lori se kisko sulao g

Aur baat se kisko hasao ge

Mere baad kisko

Explore this song