Doob Gaye Aakash Ke Taare - डूब गये आकाश के तारे lyrics by Sandhya Mukherjee

Table of Contents: Lyrics
Doob Gaye Aakash Ke Taare - डूब गये आकाश के तारे
Artist:Sandhya Mukherjee
Album:Manohar
Year:1954
Genre:song
Lyricist:Vishwamitra Adil
Music Director:S V Venkatraman, T R Ramanathan

Lyrics

dub gaye 
dub gaye aakash ke tare jake na tum aaye 
takte takte naina hare jake na tum aaye
dub gaye aakash ke tare
rub gai bago se bahare 
rub gai bago se bahare 
fail gaye patjhad ke saye 
lekin tumko apne vade 
lekin tumko apne vade 
bhule se bhi yaad na aaye 
dub gaye dub gaye aakash ke tare
bahate bahate chand ki kashti 
dur gagan mein khone lagi
aas ki ek nanhi si kiran thi 
aas ki ek nanhi si kiran thi 
wo bhi ojhal hone lagi dub gaye 
dub gaye aakash ke tare jake na tum aaye 
takte takte naina hare jake na tum aaye
dub gaye aakash ke tare
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details