Chhodo Na Mujhe Yun Bekaraar Saa - 2 - छोडो ना मुझे यूँ बेकरार सा lyrics by Kunal Ganjawala
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Kunal Ganjawala |
| Album: | Rules - Pyaar Ka Super Hit Formula |
| Year: | 2003 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Subrat Sinha |
| Music Director: | Sandesh Shandilya |
Lyrics
chhodo na mujhe yun bekaraar sa kar bhi do ijhaar tum apne pyaar ka tumhaare dil ki hai ye manjil mera diwaana dil bolo tum bolo, kar doge inkaar toh ji na paayenge jo kar doge ikraar toh mar hi jaayenge tumhaare dil ki hai ye manjil mera diwaana dil bolo tum bolo itne praaye jo ho tum pehle kabhi bhi na the mere jahaan mein gamon ki, tum to vajah hi nahi the dil se mere tum khud ko nikaalo, ya phir mujhe hi apna bana lo bolo tum bolo khoyi khoyi jindagi ki, raahon mein ab aa bhi jaao jo tum nahi aana chaaho mujhako hi paas bulaao kab tak jiyenge aise bataao mujhko nahi tum yu aajmaao, bolo tum bolo chhodo na mujhe yun bekaraar saa, chhodo na mujhe kar bhi do ijhaar tum apne pyaar ka tumhaare dil ki hai yeh manjil mera diwaana dil, bolo tum bolo
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Rules - Pyaar Ka Super Hit Formula
- Composer: Sandesh Shandilya
- Lyricist: Subrat Sinha