Us Din Mujhko Bhool Na Jana, Jis Din Mujhse Jee Bhar Jaaye - उस दिन मुझको भूल ना जाना, जिस दिन मुझसे जी भर जाये lyrics by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar |
| Album: | Samundar |
| Year: | 1986 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anand Bakshi |
| Music Director: | R D Burman |
Lyrics
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye hum dono ye kasam utha le, jo bhule bas wo mar jaye us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye kaun kisi ko chhod raha hai, kaun ye wada tod raha hai khun ke badle ab nas nas me, pyar tumhara daud raha hai ye to sach ho par ye na ho, tu dunia se dar jaye us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye jab se hamne pyar kiya hai, tab se tujhe aisa lagta hai ho teri bate tu hi jane, mujhko to aisa lagta hai babul ka ghar chhod ke gori, jaise sajan ke ghar jaye us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye kuch to ye dil diwana hai, kuch mausam bhi mastana hai baki bate fir kar lena, achha mujhko ab jana hai jo jaye jane se pahle, aane ka wada kar jaye hum dono ye kasam uthale, bas wo mar jaye us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Samundar
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi