Sab Kuchh Luta Ke Hosh Me Aaye To Kya Kiya (By Lata) - सब कुछ लुटा के होश में आये तो क्या किया lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Ek Saal |
| Year: | 1957 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Prem Dhawan |
| Music Director: | Ravi |
Lyrics
na pucho pyar ki humne jo haqiqat dekhi wafa ke naam pe bikte huye ulfat dekhi kisi ne lut liya aur hume khabar na hui khuli jo aankh to barbaad mohabbat dekhi sab kuch luta ke hosh me aaye to kya kiya sab kuch luta ke hosh me aaye to kya kiya din me agar charag jalaye to kya kiya sab kuch luta ke hosh me aaye to kya kiya main wo kali hu jo na bahaaro me khil saki main wo kali hu jo na bahaaro me khil saki wo dil hu jisko pyar ki manzil na mil saki manzil na mil saki pathar pe humne phool chadhaye to kya kiya din me agar charag jalaye to kya kiya sab kuch luta ke hosh me aaye to kya kiya jo mil na saka pyar gam ki sham to mile jo mil na saka pyar gam ki sham to mile ek bewafaa se pyar ka anjaam to mile ae maut jald aa ae maut jald aa zara aaram to mile
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Ek Saal
- Composer: Ravi
- Lyricist: Prem Dhawan