Pyar Kya Hota Hai - प्यार क्या होता है lyrics by Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy

Table of Contents: Lyrics
Pyar Kya Hota Hai - प्यार क्या होता है
Artist:Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy
Album:Aashique Mastane
Year:1995
Genre:song
Lyricist:Nawab Arzoo
Music Director:Dilip Sen Sameer Sen

Lyrics

pyar kya hota ho pyar kya hota hai 
ye mujhko sikhane wale pyar kya hota hai
ye mujhko sikhane wale tere sadke
meri aankho mein samaane waale
mera dil aur mera chain churane wale
mera dil aur mera chain churane wale
tere sadke meri aankho mein samaane wale
payr kya hota hai 
maine kuchh aur naa chaha hai kabhi tere siwa
main tumhari hu mujhe to sanam itna pata
do ghadi mein hi apna banaya tumne
aaj jine ka naya dhag sikhaya tumne
soye arman ko soye arman ko 
chpke se jagane wale soye arman ko 
chpke se jagane wale tere sadke
meri aankho mein samaane waale payr kya hota hai 
jhum uthi kali kali mahak rahi dil ki gali
dhadak dhadak jaye jiya pyar tune jabse kiya
jaane kya rang dikhayega ye deewanapan
koi pehra koi bandhan hi na mane ye man
meri har ek tamnna pe nikhar aaya hai
teri banke hi mujhe apne pe pyar aaya hai 
meri dhadakan mein ho meri dhadakan mein 
yu dhadakan ko milaane wale
meri dhadakan mein yu dhadakan ko milaane wale
tere sadake meri aankho mein samaane wale 
pyar kya hota hai ye mujhko sikhane waale tere sadke
meri aankho mein samaane wale
mera dil aur mera chain churane wale
mera dil aur mera chain churane wale
tere sadke meri aankho mein samaane wale
payr kya hota hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details