Ghata Chhaayi Thi Sawan Khul Ke Barsaa - घटा छाई थी, सावन खुल के बरसा lyrics by Preeti Uttam
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Preeti Uttam |
| Album: | Aathwan Sur - The Other Side Of Naushad |
| Year: | 1998 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Naushad |
| Music Director: | Naushad |
Lyrics
ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa magar pyasa, koi ab tak hai pyasa ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa wo aayenge, wo aate hai, wo aaye wo aayenge, wo aate hai, wo aaye main is ummed me raato ko jaaga main is ummed me raato ko jaaga ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa tasalli phir wahi, phir kal ka vada tasalli phir wahi, phir kal ka vada tasalli phir wahi, phir kal ka vada wahi kasme, wahi jhutha dilasa wahi kasme, wahi jhutha dilasa ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa andhera ghar mera ho jata roshan andhera ghar mera ho jata roshan agar chehre se wo parda hatata agar chehre se wo parda hatata ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa magar pyasa, koi ab tak hai pyasa ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa pahunchta apni manjil par main ek din pahunchta apni manjil par main ek din apni manjil par main ek din pahunchta apni manjil par main ek din agar rahbar mujhe rasta dikhata agar rahbar mujhe rasta dikhata ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa gazal naushad ki hontho pe sabke gazal naushad ki hontho pe sabke usi ki ragini har koi gaata usi ki ragini har koi gaata ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa magar pyasa, koi ab tak hai pyasa ghata chhayi thi, sawan khul ke barsa
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Aathwan Sur - The Other Side Of Naushad
- Composer: Naushad
- Lyricist: Naushad