Bebasi Ka Maila Aanchal - बेबसी का मैला आँचल lyrics by Ramesh Kapoor
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Ramesh Kapoor |
| Album: | Maila Aanchal |
| Year: | 1981 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Nandi Khanna |
| Music Director: | Sharda |
Lyrics
bebasi ka maila aanchal bebasi ka maila aanchal aansuo se dho saari duniya doob jaaye aaj itna ro bebasi ka maila aanchal kaanch ka tukda samjh kar tera dil toda gaya kaanch ka tukda samjh kar tera dil toda gaya kaun sa wo teer hai jo tujhpe na chhoda gaya bebasi ka maila aanchal teri khushiyaan mit chuki hai tere sapno ki tarah teri khushiyaan mit chuki hai tere sapno ki tarah ab dil ae gam ko lagaale bhar ke apno ki tarah bebasi ka maila aanchal aadmi bhagwaan kismat tujhse roothe hai sabhi aadmi bhagwaan kismat tujhse roothe hai sabhi ye wo pathar hai jo pighale hai na pighle ye sabhi bebasi ka maila aanchal bebasi ka maila aanchal aansuo se dho saari duniya doob jaaye aaj itna ro bebasi ka maila aanchal
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Maila Aanchal
- Composer: Sharda
- Lyricist: Nandi Khanna