Roman script

ye anjuman ye khushiya ye rang ye najare

ye anjuman ye khushiya ye rang ye najare

ho aapko mubarak lamhe ye pyare pyare

ye anjuman ye khushiya ye rang ye najare

ho aapko mubarak lamhe ye pyare pyare

ye anjuman ye khushiya 

mahko banke kali si khusbu bikhero jaha me

mahko banke kali si khusbu bikhero jaha me

har din ho khubsurat har shab ho kahkasha me

taare najar lagaye suraj najar utare

ye anjuman ye khushiya 

dil se dil ka ho sauda aanko me jage ujala

dil se dil ka ho sauda aanko me jage ujala

chandi ki baat chhodo chandi ka dil hai kala

tohfa yaha pe koi kabil nahi tumhare

ye anjuman ye khushiya

Explore this song