Roman script

Main koi ajnabi kya main koi ajnabi?

Kabhi kabhi lage paida main galat sadi

Aaye hasi musibat ke waqt mein bhi

How funny meri maa China ki sagi

Ghamandiyon ke saath main bhi ghamandi

Pehli mulakaat mein pehchaanlun niyat bhi

Shakhsiyat bhi aisi Rabb ne di..

Ehsaas e kammtari me guzre dushman ki zindagi!

RING RING RING Meri bandi ki call hai!!

Ummmah meri jaan CHEN URDU RAP GOD HAI..

Haye baby tujhe bhi dekh ke tabah yeh Qaum hai

Kall college time pe date ka scene yeh on haii

Milke denge maa baap ko hum dhoka

Unhe thodi pata hum dono ka jism bhooka

Banunga daddy ready ghar mere besharam dost ka

Bandobast bhi kar diya qabron ka..what? Kamron ka..

RING RING (sh*t) Sussar uncle ki calll hai!

Beta meri beti ne bataya tu ching chong hai

Bata rahi thi ke tu tik tok me top hai

Hip hop mein papa.. shhh.. beti beech mein ni bhaunkte

Beta teri kamai kya laakhse zyada?

Paas ghar ya gaadi jahaaz mein duniya kya ghummi?

Lage tu bacchi baaz sa bete teri cast kya?

Punjabi ya Sindhi tu Shia ya Sunni??

Yeh to pata ni uncle par mera naam musalmaan waala

Khala ne lekar naam Allah ka qabza kar makaan daala

Bole khandaan saara iska kaam haraam waala

Ladka yeh nakaam saala kyunki mera ghar kiraye waala?

Ahnn.. kiraye ka ghar wo bhi is hi daur mein?!

Duniya bhi kiraye ki samjhein isse gaur se

Main smjha ni artist zor se bhaunk be!

Abey Uncle duniya matrix yeh aur main!

Ajnabi main ajnabi main koyi

Ajnabi main ajnabi main

Ajnabi main ajnabi main koyi

Iss duniya ka nahin..

Ajnabi main ajnabi main koyi

Ajnabi main ajnabi main

Ajnabi main ajnabi main koyi

Iss duniya ka nahin..

Waise aaj kal main khud bhi confused

Aise kuch logon ko mujhpe gussa

Jaise main RSS ka modi manhussa

Ya modi ka babu bajrangi bewakoof sa

Gussa kuch janta ko mujhpe itna

Uss babu ki tarah jaise main darindaa

Jaise main khushi se musalmaan ki laashein gin ta

Mazhab ke naam pe insaan jalata zinda..

Tum logon ki hate mujh pe bilkul theek

Mujhe khud apni soch pe aaati ulltee

zaahil main no degree likhun urdu geet

I wish I could be studies high figh uni..

You knows taaki mujhe bhi logs dete respect

Lagata main uni ka naam instagram pe

Chalta dimag kehta main quran hand made

Rishta maa behano ka God made ya Man made?

Ek Fan hate ke comments se bahak gaya

Bola wo Chen qaum ni tera mind set tabah

Naachne ke saath fahashi bhi ek kala

Main sab yeh Malika Sherawat se seekh gaya..

Theek hai maan liya bhaad mein gayi parampara

Naachne ke sath aadha nanga badan kala

Kal meri shoot pe bhej apni bahan zara

Sacha kalakaar main mera qalam khara..

Bahut hard fan nora fatehi ka main bahut hard

Garmi garmi garmi gandi nangi bandi bahut art

Bhot hard se yaad p*rn, P*rn se Netflix

Yeh Kaun kehta hai ke gays bhi lesbo behis..

Netflix ne mujhe mazhab se zyada ilam diya

Gender ni pyaar mein saare suraak qeemti waah

Kr$na ko muh mein mera pyaar lena hai

Main asmaani mera zameen pe har koi naam lera hai..

Ajnabi main ajnabi main koyi

Ajnabi ajnabi main

Ajnabi main ajnabi main koyi

Is duniya ka nahin..

Ajnabi main ajnabi main koyi

Ajnabi ajnabi main

Ajnabi main ajnabi main koyi

Is duniya ka nahin..!

Explore this song