Roman script

Yaar yeh tumhara dost hai na Chen

Main isko iske ghar mein ghuske maarunga

Main isko iske baap ke saamne maarunga

Main isko police ke saamne maarunga

Isne mera naam kaise liya?

Mera naam kaise liya is bhadve ne?

Gussa phir se mere sir pe sawaar yeh

Pyaar se smjhaaun per yeh dhamki udhaar de

Lambi lambi choren main yeh main wo

Ladke tu jo bhi hai pata ni tujhe khoon khuaar main

Yaani jab main gusse mein maut ki bhi parwaah ni

Jab main gusse mein khauf bhi bake dara ni

Galat baya ani kab ki? Kaha ni tha bhae badtameez main

Muh mein daal mera Cadbury

Tujhe kaha ni tha bhai mat aa beech mein

Datke dushman kare hamla ikatthe

(Yea) Sabse akela loon (tha tha) badla hatke

Sab ke (thoo) mu sach se karde jhalla kadve

(Zoo) Nafrat mein phir dushmanon ka kaafla bhadke

Dil sab ke aage rakh diya

Kambakht yeh bole mujhe munaafiq waah

Main ne kab yeh kahaake main farishta

Sab kee tarah gunahgaar main mitti ka

Waah be faidaa de nafrat karne waale baar baar

5 ko dikhayein unme se fans banen 3-4

Koyalon se dein heere dhoondhke

Haasid bane mere mazdoor yeh

3 saal inse oooper main

Kaamiyaab in per hassoon main

Haha! Naraaz aise azaazeel jaise Allah se

Karen zaleel yeh per izzat wo zaat de

Raaje ke baad ghere loag main ne sarhad paar

Punjabi daur mein joda Urdu Rap naam ke sath

Poochen log ese dil lootega kab tak be

Maante ni rappers per sach yahi k jab tak main

Zinda.. Zinda.. Zinda..

Zinda.. Zinda.. Zinda..

Zinda zinda...

Jab Tak Main

Zinda zinda...

Marne ke baad bhi main

Zinda zinda...

Ha ha ha...

Marne ke baad bhi main

Zinda zinda...

Kab tak main..

Zinda zinda...

Rabb kab tak main...

Zinda zinda...

Wannabe Pakistani Justin Bieber ne mujhe call ki

Sifaarshi baccha self-made ko dhamki de do kaudi ki

Saazish karunga Chen ko uske ghar ke aage peetunga

Mummy daddy bacha coco mojojo KG-2 ka

Tu bas peet mat main bheek maangu

Iss dheet ka tu qatal karwaade

De dhamkiyan tu baat kheench na yun

Das eent maar tu mera sir phatwaade

Jab Amjab Sabri qatal saamne logon ke

Main tou faqeer paidal miljaunga sadkon pe

Laakhon (Hah) Kamaake (hrrrr) Khushi se main gareeb ab

Tu dhamkiyan de ke naam na le kyun?

Kyunki tu ameer ab?

Zameer Rabb ne kia zinda poora

Mitti jawaan per main rooh se budha

Gehre lafz tbhi ammar yeh murda

Lage duniya koora Nadir afsurda

Na main gunda per na main shareefon mein

Pala bara Pak ke takriban dus shehron mein

Paida main Canada, Dubai Rashidiya 4 saal tak

Rokega koi kese usey jise rok na sake halaat tak

Mera naam lagaake apne naam ke saath

Mejaazi khuda banaake apna ghar chalaate

Phir yeh aurat zaat shikaayat lagaake

Pichwaade pee shawk se thappar khaate

Bhae kaun yeh aurten poochen diwaane

Bola tou inka Urdu mein khuda main

Maza jee han be kitna maza jee

Ana mein fana main neeche yeh saare

Karwaade case nikaljaega tab bhi kambakht yeh

Ya darwaaze pee koi marwaade mujhe mere hi ghar ke

Poochen Dushmani karke rahega kab tak be?

Yeh tou Rabb jaane jabb tak rakhega wo tab tak main

Zinda.. Zinda.. Zinda..

Zinda.. Zinda.. Zinda..

Zinda zinda...

Jab tak main

Zinda zinda...

Marne ke baad bhi main

Zinda zinda...

Ha ha ha...

Marne ke baad bhi main

Zinda zinda...

Kab tak main..

Zinda zinda...

Rabb kab tak main...

Zinda zinda...

Explore this song