Roman script
Aa..Aa.. Aa..Aa.. Qafile noor ke Tere sang sang chalein Aasmaan mein chand bhi Jaise khile khile.. Aa..Aa.. Qafile noor ke Tere sang sang chalein Aasmaan mein chand bhi Jaise khile khile.. Kehkashaaon se teri zameen sazi Khoobsurat ho gaya aalam sabhi Hmm.. De ijazat tu mujhe Ishq kar loon main tujhe.. Qafile noor ke Tere sang sang chalein Aasmaan mein chand bhi Jaise khile khile... Tere jalwon ki baarish Kabhi thamti nahin Pyar ki meri khwahish Kabhi ghat-ti nahin.. Aaa..Aa..Oo Tere jalwon ki baarish Kabhi thamti nahin Pyar ki meri khwahish Kabhi ghat-ti nahin.. Hoor jannat ki mujhe Lagti hai tu Meri nazaron ko badi Jachti hai tu Dekh manzar badh Gaye hai hausle.. Qafile noor ke Tere sang sang chalein Aasmaan mein chand bhi Jaise khile khile... Chhaa gaya mujh pe aisa Tera hi khumaar Kar le mehfil mein teri Ab to mera shumaar.. Ho.. Chhaa gaya mujh pe aisa Tera hi khumaar Kar le mehfil mein teri Ab to mera shumaar.. Apni saanson mein mujhe Basa le tu Tujhe marne ka mujhe Sila de tu Ab to kar le kuch na Kuch tu faisale.. Qafile noor ke Tere sang sang chalein Aasmaan mein chand bhi Jaise khile khile...
Song details
- Singer: Yasser Desai
- Composer: Rashid Khan
- Lyricist: S Faheem Ahmed
Song video
cast: Rohan Mehra, Vinali Bhatnagar
choreography: Imran Malgunkar
director of photography: Parvez Phathan
music label: Zee Music Company