Paree Hun Main - परी हूँ मैं lyrics by Suneeta Rao
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Suneeta Rao |
| Album: | Paree |
| Year: | 1991 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Rajesh Johri |
| Music Director: | Leslie Lewis |
Lyrics
aayi main to aayi nazro ke aanjane ek jaha se layi main to layi baharo ke afsane wahan se na na na mujhe choona na dur hi rehna pari hun main aaye koi meri panaho me le jaye ye nazare dekhe koi meri nigahon me pehchane ye nazare na na na choona na dur hi rehna pari hun main phoolo me jo noor hai mera hi suroor hai aankho me guroor hai mera hi kasoor hai thoda sa karar hai thoda sa khumaar hai o ho kiska inzar hai kaisa intzar hai koi to aisa ho saanson ko meri mehka jaye aayi main to aayi nazro ke aanjane ek jaha se layi main to layi baharo ke afsane wahan se na na na mujhe choona na dur hi rehna pari hun main dheemi dheemi dhadkane mithi mithi ujhane o ho jo bhi mere pass hai mere lie khas hai dekho meri aarzoo baethi mere rubru dekho meri justju bikhri hai charsu koi to aisa ho aake mera dil le jaye aayi main to aayi nazro ke aanjane ek jaha se layi main to layi baharo ke afsane wahan se na na na mujhe choona na dur hi rehna pari hun main
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Paree
- Composer: Leslie Lewis
- Lyricist: Rajesh Johri