Roman script

pyar ho gaya ye to hona tha

dil kho gaya ye to khona tha

ye kya hua ye na socha tha

pyar ho gaya ye to hona tha

dil kho gaya ye to khona tha

ye kya hua ye na socha tha

pyar kyun hua ye janu na

ho to gaya par main manu na

dil ki sadaa main pehehanu na

pyar ho gaya ye to hona tha

dil kho gaya ye to khona tha

ye kya hua ye na socha tha

dil ki lagi ye dillagi

sola kabhi hai shabnam kabhi

ye bekhudi yaaro hai pyar ki 

pyar ho gaya ye to hona tha

dil kho gaya ye to khona tha

ye kya hua ye na socha tha

ye kya hua ye na socha tha

ye na socha tha

ye na socha tha

ye na socha tha

Explore this song