Roman script

sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa 

sikhe yari sabko bataye milke rahna 

bolo pyar se yahi to samjhota hai jine ka 

jina pyar se jindgi hai azuba aankho ka 

yahi to git ka naya sandesh hai 

yahi to pyar ki raaho ki hai manjil 

yahi to git ka naya sandesh hai 

yahi to pyar ki raaho ki hai sahil 

sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa 

sabse khushi ka nata jodo dil na kisi ka yu hi todo 

dukh me kisi ko yu na chhodo yahi jina hai yara 

jina pyar se jindgi hai azuba aankho ka 

gero ko tum samjho zara socho fir hai pyar kya 

kahi ye dil ki dhadkan chhodo ye beganapan 

issi sur ko tum jano sabhi ko apna maano 

sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa

sikhe yari sabko bataye milke rahna

jina pyar se jindgi hai azuba aankho ka 

yahi to git ka naya sandesh hai 

yahi to pyar ki raaho ki hai manjil 

yahi to git ka naya sandesh hai 

yahi to pyar ki raaho ki hai sahil 

sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa

surme pyar ki duniya dekho sur me sabhi ki khushiya dekho 

surme dilo ke arma dekho yahi jina hai yara 

bolo pyar se yahi to samjhota hai jine ka 

yahi to git ka nayi sandesh hai 

yahi to pyar ki raaho ki hai manjil 

yahi to git ka nayi sandesh hai 

yahi to pyar ki raaho ki hai sahil 

sa ni dha ma pa ga sa ma hi sa

Explore this song