Roman script
Yeh gaana mere bhantai log ke liye Mere bhantai log jo mehnat karre udhar Fukatgiri nahi karre unke liye Mere bhantai jo zinda hai Jo bekasur hai mere bhantai log jo chal diye Unlog ke liye hai yeh gana Mere bhantai bhantai bhantai Piche piche aare saare mere bhantai Mere bhantai bhantai bhantai Luchcha lafanga nahi Banda yeh dhang ka hai Mere bhantai bhantai bhantai Maa teri maa meri bhen mera bhantai Mere bhantai bhantai bhantai Haath jo laga deve toh Raampuri chal jaaye Tere liye bhantai Ek word hai bhot cool hai Haqiqat kuch aur hai Asal bhantai ko bhoole Na dhang ka hai ration Na dhang ka koi school hai Das ghante jab ghaste Tab jalte hai chulhe Kapde hai saste yahan Haajat ko loo nahi hai Maange ko muh nahi hai Pehle hi udhaari hal Maslo ke kyu nahi hai Chohraai pe chae pae Kahi pe sukoon nahi hai Tarakki shuru nahi hai Karega bhi kya ab Nagarsevak tu nahi hai Garmi mein tapti Chat ye tapakti Baarish mein ban jaate mohalle mein pool Thandi mein garma garmi naake pe hool Tera bhantai hai cool Sidha takhte pe stool Harkatien awli yeh kaandi mein chool Chaali ke jeevan mein Dhandli har area mein Bhantai takleef mein reh Jhoola tu jhool Mere bhantai bhantai bhantai Piche piche aare saare mere bantai Mere bantai bantai bantai Luchcha lafanga nahi Banda yeh dhang ka hai Mere bhantai bhantai bhantai Maa teri maa meri bhen mera bhantai Mere bhantai bhantai bhantai Haath jo laga deve toh Raampuri chal jaaye Aiba jo asli bechega sab kuch Imaan nahi! Ladko ko rasto ka gyaan nahi Maal aaj kal nahi Haathon ka mail paisa Baaton ka khel nahi Iraade mere fail nahi Maasum ko hatkadi Mujrim ko jail nahi Kam jaga chalti meri sach mein patel nahi Rakh ke dhakelte Ille bille khatri zille Dost mere saare kill hai Tere dost bacchan pelle Nochle be dhakkan dhille Makhkhan toast rohgan gosht Maushi maajhi macchi khaas Aiba log ki bus ticket mein Tera nikla bacchi pass Shooter saare fakht wicket pe Koi fukat nahi sacchi baat Mann ke maalik service hard Din bhar thakte aunty mere middle class Ladte dat ke zindagi ki har ek class Padte jam ke western ladke dekhte aaj Internet pe influence hai International Intellectual hum banate ab rivaaj Sabse khatri Mere bantai bantai bantai Piche piche aare saare mere bantai Mere bhantai bhantai bhantai Luchcha lafanga nahi Banda yeh dhang ka hai Mere bhantai bhantai bhantai Maa teri maa meri bhen mera bhantai Mere bhantai bhantai bhantai Haath jo laga deve toh Raampuri chal jaaye Bhantai log ko sympathy nahi chahiye kya Pyaar chahiye humlog ko Sidhi si baat hai Pyaar do aur pyaar lo Aur pyaar baat'te firo Kya bolrele Bantai log, Unh!
Song details
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Big Bang Records Pvt. Ltd.