Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga - जब दुश्मन हो गया वक्त, वक्त से लड़ना ही होगा lyrics by Kishore Kumar

Table of Contents: Lyrics
Jab Dushman Ho Gaya Waqt, Waqt Se Ladna Hi Hoga - जब दुश्मन हो गया वक्त, वक्त से लड़ना ही होगा
Artist:Kishore Kumar
Album:Paapi Pet Ka Sawaal Hai
Year:1984
Genre:song
Lyricist:Vishweshwar Sharma
Music Director:Shankar Jaikishan

Lyrics

jab dushman ho gaya waqt

waqt se ladna hi hoga

har dard dabakar dil me 

tamasha karna hi hoga

jab dushman ho gaya waqt

waqt se ladna hi hoga

har dard  dabakar dil me 

tamasha karna hi hoga

ye zindagi ai zindagi

ye zindagi ai zindagi

jab dushman ho gaya waqt

waqt se ladna hi hoga

har dard dabakar dil me 

tamasha karna hi hoga

ye zindagi ai zindagi

ye zindagi ai zindagi

ye apni taqdir hai pagli

gali gali ke phere

naye naye nit khel dikhaye sabko sanjh savere

mai sadko ka raja

tu galiyo ki rani

mai sadko ka raja

tu galiyo ki rani

are mushkil hai har kadam

kadam kadam par badhna hi hoga

are mushkil hai har kadam

kadam kadam par badhna hi hoga

har dard dabakar dil me 

tamasha karna hi hoga

ye zindagi ai zindagi

ye zindagi ai zindagi

tujhe nahi malum ke roti 

kya kya khel dikhaye

sab kuch lut jata hai

jab ye bukh josh me aaye

koi beche izzat

aur koi imaan

koi beche izzat

aur koi imaan

are ye roti hai karz

karz to bharna hi hoga

are ye roti hai karz

karz to bharna hi hoga

har dard  dabakar dil me 

tamasha karna hi hoga

ye zindagi ai zindagi

ye zindagi ai zindagi

kisi ki isne ma ko cheena

kisi ka chhina pyar

kisi ke hai dono hath hai chhine

kisi ka chhina yaar

par aadam ka beta 

waqt se kab hara hai

par aadam ka beta 

waqt se kab hara hai

are ye jivan hai path

path path ko padhna hi hoga

are ye jivan hai path

path path ko padhna hi hoga

har dard  dabakar dil me 

tamasha karna hi hoga

ye zindagi ai zindagi

ye zindagi ai zindagi

jab dushman ho gaya waqt

waqt se ladna hi hoga

har dard  dabakar dil me 

tamasha karna hi hoga

ye zindagi ai zindagi

ye zindagi ai zindagi
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song