Chupp Ja Chand Sitaro Ki Niyat Theek Nahi - छुप जा चाँद सितारों की नियत ठीक नहीं lyrics by Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Chupp Ja Chand Sitaro Ki Niyat Theek Nahi - छुप जा चाँद सितारों की नियत ठीक नहीं
Artist:Lata Mangeshkar
Album:Maati Maange Khoon
Year:1984
Genre:song
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:R D Burman

Lyrics

chhup ja chand sitaro ki niyat thik nahi
chhup ja chand sitaro ki niyat thik nahi
aaj ki rat najaro ki niyat thik nahi
bachna eye yar jara inse 
yaro ki niyat thik nahi chhup ja chand 
chhup ja chand sitaro ki niyat thik nahi
meri mahfil se mere diwane chla ja
meri mahfil se mere diwane chla ja
apno me aa baithe hai begane chla ja
shama ishare karti hai parwane chla ja
kyoki aaj kyoki aaj isharo ki niyat thik nahi
bachna eye yar jara inse 
yaro ki niyat thik nahi chhup ja chand 
ek tawayf ek daku yarana purana
ek tawayf ek daku yarana purana
hum dono ka dusmna hai ye sara jamana
kate kya in phulo se bhi daman bachana
kyoki aaj kyoki aaj baharo ki niyat thik nahi 
bachna eye yar jara inse 
yaro ki niyat thik nahi chhup ja chand 
chhup ja chand
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details