Aag Me Aag Lagaye Ye Pani - आग में आग लगाए ये पानी lyrics by Arun Bakshi

Table of Contents: Lyrics
Aag Me Aag Lagaye Ye Pani - आग में आग लगाए ये पानी
Artist:Arun Bakshi
Album:Pyar Diwana Hota Hai
Year:1992
Genre:song
Lyricist:Madan Pal, Ravinder Rawal
Music Director:Babul Bose

Lyrics

aag me aag lagaye re ye pani 
phir se banegi koi prem kahani 
mousam pyas jagaye hay 
kisko yaha apni khabar 
dil pe hua hai aisa rut ka asar 
ho rut ka asar dil hi sune dil ki juba 
bandhe bandhe na arma jawa ho arma jawa 
aag me aag lagaye re ye pani 
phir se banegi koi prem kahani 
mousam pyas jagaye hay 
tan se uthe chingariya 
aisa na ho jal jaye ye gilsita ho ye gulsita 
sanso me hai kya garmiya 
aaye to aaye koi kyu darmiya ho kyu darmiya 
aag me aag lagaye re ye pani 
phir se banegi koi prem kahani 
mousam pyas jagaye hay
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details