Roman script

Ye saanse tharr tharaye

Jo tu thaame mujhko

Kya hai tu koi sapna

Ya apna koi dil ke jo pass ho

Aa rahi hu main tu khinche meri dor

Hu karib main hu ab main teri aur

Dil mein baaten jo dabi hai

Kehni hai sab tujhse

Jo dil mein hai tere

Aa kehde tu mujhse

Tu kaun hai ?

Mujhe batla tu

Tu kaun hai ?

Jhalak dikha

Kya tu wahi hai jiska mujhe tha intezaar

Kaun hai

Hai kyu chipa

Ha..

Jo aaj hai yakin woh na kabhi tha mujhko

Khud se rahe hamesha na jane kitne gile mujhko

Kyu alag hu sabse itni kyu auro si nahi

Kya aaj hi jawab bhi mil jayenge mujhko

Tu kaun hai ?

Na darr na fikar hai

Main chal du le chal jaha

Ho na ho na rabta koi to hai apna

Tu kaun hai?

Sach kar sapna

Tu aabhi ja dekhu tujhko

Kyu hai teri chahat mujhko

Tu aabhi ja dekhu tujhko

Kyu hai teri chahat mujhko

Na kiya jal mwin chup jao

Gale laga

Haan janu main tuhi meri takat

Maanu main mere hai ham mann

Kya tujhe hai khud pe aitbar

Hai aitbaar

Tu kaun hai?

Haa..

Explore this song