Roman script
Hmm ha ha..... Sunta hoon main aksar Tere hone ki aahate Ye lamhe mere saare He badlte karwatein Teri yaadon mein Teri yaadon mein Yeh jo duriyan hai Koi to khubsurat wajah hogi Hongi pass fir se ham Jab uski razaa hogi Sirhane pe tere Mera Khwaab jalta hoga Meri tarha tu bhi mujhe yaad karta hoga Chahare se kyu tere meri nazre na hate Ye lamhe mere saare Hai badalte karwatein Teri yaadon mein Teri yaadon mein Teri yaadon mein.. Hmm ho ho.. Beete un palon se (Palon se..) He raate sawari Jinme nahi the tum Wo saari ki saari Tum jyaada aur main kam Dikhte ho mujhme tum Dekhu main jab aaina Hoton pe he aayi fir se dekho muskurahate Ye lamhe mere saare hai badlte karwatein Teri yaadon mein Teri yaadon mein Ho ho ho Teri yaadon mein Teri yaadon mein Teri yaadon mein
Song details
- Singer: Rishabh Srivastava
- Singer: Prateeksha Srivastava
- Composer: Rishabh Srivastava
- Lyricist: Laado Suwalka
Song video
singer: Rishabh Srivastava, Prateeksha Srivastava
director: Sanket Thorat
choreography: Rudra Dev
director of photography: Advait Nagrale
mix and master: Pravin Murlidhar
music label: Zee Music Company