Roman script
Milo na tum toh hum ghabraayein Milo toh aankh churaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai Hmm.. ho yeah! Yeiee.. yeiee.. ho.. Tujhe dekhne ki tammana Karta hai dil har dafa, har dafa Tujhse milun na kabhi jo Lagta hai wo din saza, ik saza Raat ho chaahe subah Mera har ek lamha Tere bina jaise hai khamakha Milo na tum toh hum ghabraayein Milo toh aankh churaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai Tumhi ko dil ka raaz bataayein Tumhi se raaz chhupaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai Ho milo na tum toh dil ghabraayein Milo toh aankh churaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai Ho.. tumhi ko dil ka raaz bataayein Tumhi se raaz chhupaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai Yeiee.. yeiee... Jab saath hote ho tum toh Sona nahi hai mujhe... mujhe.. Iss raat ka ek pal bhi Khona nahi hai mujhe.. hai mujhe.. Ho khushi ya koi gham Chaahe koi ho mausam Tere bina jaise hai khamakha O.. Milo na tum toh hum ghabraayein Milo toh aankh churaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai Tumhi se dil ka raaz bataayein Tumhi se raaz chhupaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai.. Ho milo na tum toh hum ghabraayein Milo toh aankh churaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai Hoo... tumhi se dil ka raaz bataayein Tumhi se raaz chhupaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai (Woo...) Milo na tum toh hum ghabraayein Milo toh aankh churaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai (Woo...) Tumhi se dil ka raaz bataayein Tumhi se raaz chhupaayein Humein kya ho gaya hai Humein kya ho gaya hai (Woo...)
Song details
- Singer: Gajendra Verma
- Composer: Gajendra Verma, Madan Mohan
- Lyricist: Gajendra Verma
- Lyricist: Kaifi Azmi
Song video
lyricist: Gajendra Verma, Kaifi Azmi
director: Aman Prajapat
cast: Tina Ahuja, Gajendra Verma, Roman Khan
choreography: Shivarth Srivastava
director of photography: Suman Dutta
music label: Virtual Planet Music