Roman script

Yeh adaayein nazaan

Hai zamaana hairaan

Koi deewaana hai

Koi jaan se gaya

Shaahrena aankhein

Shayarana baatein

Naa mere jaisa hai koi

Naa koi huaa

Ae, khwaabon ki mallika

Apna naam toh bataa?

Arey naam mein kya rakha hai!

Haaye Noori, Haaye Noori!

Tu bachke dil laga

Na teri na meri

Hai saali bewafa (x2)

Chaar saansein jeene ko mili hain

Jaaye na bekaar mein

Jee lo inhe pyaar mein

Ishq woh aag lagayein (oye hoye)

Dillagi na bujh paaye (accha)

Jo bujhaye woh jal jayein

Ishq de jalaa... (haaye)

Raat bhar neend na aaye

Jaagte khwaab dikhaye

Chain bhi paas na aaye

Kya hai yeh nassha

Haaye Noori, Haaye Noori

Tu bachke dil laga

Na teri na meri

Hai saali bewafa (x5)

Explore this song