Roman script
Kaash aisa ho kabhi yunhi tumse milun Dher saari raat bhar baatein tumse karun Meri neendon se hai karte mujhko judaa Saaware se, baaware se do... naina yeh Saaware se, baaware se do... naina yeh Naina yeh.. Naina yeh Naina yeh.. Naina yeh Bhaage hai ye kahaan Dhoondhe hai ye kisey Mann mera yeh pagal ho gaya Nahin tu jahaan ruke yeh na wahaa Yeh to jaise baadal ho gaya Neeche aayega ye, palke kholo zara Saaware se, baaware se do... naina yeh Saaware se, baaware se do... naina yeh Naina yeh.. Naina yeh Naina yeh.. Naina yeh Peeche peeche tere Chale khwaab mere Main toh teri parchaai si hoon Sooni raaton mein bhi payega tu mujhe Main toh teri tanhaai si hoon Khamoshi se meri baatein karte hai yeh.. Naina yeh... Saaware se, baaware se do... naina yeh Naina yeh.. Naina yeh Naina yeh.. Naina yeh
Song details
- Singer: Yasser Desai
- Singer: Aakanksha Sharma
- Film / album: Article 15
- Composer: Piyush Shankar
- Lyricist: Rashmi Virag
- Film / album: Article 15 (2019)
- Actor: Aakash Dabhade
- Actor: Ashish Verma
- Actor: Ayushmann Khurrana
- Actor: Isha Talwar
- Actor: Kumud Mishra
- Actor: Manoj Pahwa
- Actor: Mohammed Zeeshan Ayyub
- Actor: Nasser
- Actor: Raju Pandey
- Actor: Ronjini Chakraborty
- Actor: Sayani Gupta
- Actor: Shubrajyoti Barat
- Actor: Sumbul Touqeer
- Actor: Sushil Pandey
- Actor: Veen
- Actor: Zia Ahmad Khan
Song video
singer: Yasser Desai, Aakanksha Sharma
director: Anubhav Sinha
music label: Zee Music Company