Roman script

main rahu ya na rahu

tum mujhme kahin baki rahna

mujhe neend aaye jo aakhiri

tum khwabo mein aate rahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

main rahu ya na rahu

tum mujhme kahin baki rahna

kisi roz baarish jo aaye

samajh lena bundo mein main hu

subah dhup tumko sataye

samajh lena kirno mein main hu

kisi roz baarish jo aaye

samajh lena bundo mein main hu

subah dhup tumko sataye

samajh lena kirno mein main hu

kuch kahu ya na kahu

tum mujhko sada sunte rahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

hazaar baar socha, kah du

ki friend nahi meri girlfriend hai tu

par sapne tut jane ka darr

kabhi dil se gaya hi nahi

hawao mein lipta hua main

gujar jaunga tumko chhu ke

agar man ho to rok lena

thehar jaunga in labo pe

hawao mein lipta hua main

gujar jaunga tumko chhu ke

agar man ho to rok lena

thehar jaunga in labo pe

main dikhu ya na dikhu

tum mujhko mehsus karna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

bas itna hai tumse kahna

main rahu ya na rahu

tum mujhme kahin baki rahna

Explore this song