Roman script
Dhoop mein bhi baarishein hai Ab toh dil ki zameen pe Dhoop mein bhi baarishein hai Ab toh dil ki zameen pe Aashman bhi jhuk raha hai Ab toh dil ki zameen pe Tu mil gaya zindagi mil gayi Tujhko nazron mein chupa ke Le chalun baadalon pe Darmiyan phir ho na doori Zikr tera ho arsh pe Dhoop mein bhi baarishein hai Ab toh dil ki zameen pe Tere bina jeena nahi Tay kar liya hai maine Tujhse judaa hona nahi Tay kar liya hai Tu zindagi tu hi aashiqui Tu rahe ab sada meri Tujhme yunhi khoya rahun Rabb se hai ye duaa meri Tu mil gaya kuch bhi kar jaunga Tum akele reh na paaoge Itna pyaar karunga Mere bin phir jee na paaoge Itna pyaar karunga Dhoop mein bhi baarishein hai Ab toh dil ki zameen pe Aashman bhi jhuk raha hai Ab toh dil ki zameen pe Tu mil gaya zindagi mil gayi Tujhko nazron mein chupa ke Le chalun baadalon pe Darmiyan phir ho na doori Zikr tera ho arsh pe Dhoop mein bhi baarishein hai Ab toh dil ki zameen pe
Song details
- Singer: Yasser Desai
- Composer: Amjad Nadeem Aamir
- Lyricist: Amjad Nadeem
Song video
cast: Ankit Bathla, Ridhi Dogra
language: Hindi
music label: Zee Music Company