Roman script
Yaadein teri ziddi badi Mujhse ye door jati nahi Kahan tu gayi ye na hai pata Laut ke tu kyu aati nahi Jahan bhi hai tu Khush to ha na Jahan bhi rahe Khush hi rehna Jahan bhi hai tu Khush to ha na Jahan bhi rahe Khush hi rehna Raatein meri sadiyo si hai Tere bina guzarti nahi Hai mujko pata hui hai khata Bhul ke sab kyu chalti nahi Jahan bhi hai tu Khush to ha na Jahan bhi rahe Khush hi rehna Jahan bhi hai tu Khush to ha na Jahan bhi rahe Khush hi rehna Haan...
Explore this song
- Singer: Osho Jain