Roman script
Koi bhi na milta hai mujhse Koi bhi na milta hai mujhse Sab hi khafa hai kya mujhse? Dekh kar bhi nahi dekhte hai Dekh kar bhi nahi dekhte hai Unse pucho khafa hai kya mujhse? Na gila he koi agar khafa hai woh Na gila he koi agar khafa hai woh Shayad main bhi khafa hi hoon khud se Haan main bhi khafa hi hoon khud se Shayad main bhi khafa hi hoon khud se Haan main bhi khafa hi hoon khud se Maine nadiyon pahadon se pucha Un logo ko kaise manaau Jo ukhde ukhde hai thode Unko wapis main kaise bulaau? Mujhko nadiyon pahadon ne bola Koi bhi khafa na hai tujhse Mujhko nadiyon pahadon ne bola Koi bhi khafa na hai tujhse Tu hi khafa hai bas khud se Haan tu hi khafa hai bas khud se Tu hi khafa hai bas khud se Haan tu hi khafa hai bas khud se Ho ho ho..
Song details
- Singer: Osho Jain
- Composer: Osho Jain
- Lyricist: Osho Jain
- Film / album: Sergeant (2023)
- Composer: Tushar Lall
- Lyricist: Anupam Siddhant
- Actor: Randeep Hooda
- Actor: Arun Govil
- Actor: Adil Hussain
- Actor: Sapna Pabbi
- Actor: Louise Cole
- Actor: Daphne Alexander
- Actor: Lana Pavlova
- Actor: David Bardsley
- Actor: Xavi Nixon
- Actor: Manav Chaudhuri
- Actor: Tatjana Anders
- Actor: Matthew Thomas-Robinson
- Actor: Gregory Fung
- Actor: Manvi Bali
Song video
director: Payal Singh
mix and master: Ankit Yadav