Roman script
Accha to aap hi ho mahan Dino James Sacchi sacchi bolo what’s your real name Isey gaana kehte ho aap bloody nonsense Itni kardi girlfriend ne aapne maa behan Thak gaye saale mere sunke kaan Meri jaan aise gaanon ki hai no demand Aisa kuch kar na like lungi dance Woh bhi bina koyi payment ya advance Yeh spoken word hai, sir its not rap Bas baatein karein nonstop, without gap Koi dega nahi aise mein tumko launch pad Bhagwan ne khud hi kiya saara mujhe WhatsApp Kitne thake thake videos nikalte ho bhai Sabke dhaki dhaki kyon hain cleavage aur thigh Yeh pasand nahi karenge saare youngster Commercial karo beta commercial Waise kya definition hai comercial ki Adhnangi chicks, 90s remix Aur dhik-chick, dhik-chick kuch bhi lyrics Aur khud ka naam ho 10 bara repeat Yeh sab nikalna hai mujhe chhati se Kyun gaane karun zabran party ke Aur bhi mere paas bohat topic hain Wahan waise hi itna zyada sala traffic hai Sunke gaane Kishore aur Rafi ke Lagta hai rappers hain hum bas toffee ke Star bane phire saare nausikhiye Sab nakli hain saala, sab hi graphic hai Tu faltu rapping karta hai Yeh lagte hain ilzaam Tera kuch nahi ho sakta music mein Yeh sunta hoon main aam Mujhe chaahe woh darana Par hote hain bas nakaam They try to pull me down Par ulta hota hoon main strong Tu faltu rapping karta hai Yeh lagte hain ilzaam Tera kuch nahi ho sakta music mein Yeh sunta hoon main aam Mujhe chaahe woh darana Par hote hain bas nakaam They try to pull me down Par ulta hota hoon main strong Kahaan karega play, kaun dega stage Dekh mere bhai jaisa desh waisa bhes Itni saari mehnat sab hai waste Ek baar likh phir cut copy paste Par hai mere paas bohat stories to tell Lori aur melodies bories mein qaid Bas dhoondh raha hoon ek achcha johar'e to sell Vishwas karo yaar no need to help Paise khade banaate hain saare kaagzaat Pehle humein banani tumhari suhagraat Vishwas leke karte vishwasghaat Naagraj hain aasteen ke yeh saakshat Karte khus-phus nuks yeh nikalte nuks Kisi dude ke saath karte na video shoot Kuch khud chhut-put, jhooth-mooth, se smooch Kood kood ke dekhega phir yeh video youth Main likhta hoon achcha ekdum mind blow Aur stories hain meri saari bhai pure Par rapper nahi hoon accha you know why bro? Kyonki kar nahi paata hoon main joint roll Tu faltu rapping karta hai Yeh lagte hain ilzaam Tera kuch nahi ho sakta music mein Yeh sunta hoon main aam Mujhe chaahe woh darana Par hote hain bas nakaam They try to pull me down Par ulta hota hoon main strong Tu faltu rapping karta hai Yeh lagte hain ilzaam Tera kuch nahi ho sakta music mein Yeh sunta hoon main aam Mujhe chaahe woh darana Par hote hain bas nakaam They try to pull me down Par ulta hota hoon main strong Kuch saalon ki kalaiyon mein hoti hai moch Baaton mein ouch, T-Shirt like blouse Dino from south bana ke pout Jaise tau gaaon me bata kare daba ke pouch Seedhe gau lagte hain mujhe yeh somehow Andar Shakti Kapoor hai Lalita aau I wish chillaun main loud izzat bachaun Bhaagu yahan se saala casting couch I said main wo wala rapper nahi hoon sir Maine kab kaha yo ma wassup n!gga Aise hi raha hoon main hardam se Nahi hai keedon ka tattoo mere gardan pe Gaanon ko dete mere 10 mein 10 Zabardast You, be in touch Unpe karke trust aur baatein maan ke sach Church mein gasht bas lagne lagte bas Phir karta hoon maheeno mein call pe call Woh pass karte rehte mujhe like a ball Mere sad smilies aur unke lol Jab kaha f*kc you all Ho gayi problem solve Ghisi piti wahi baatein karke mujhko pakaye Meri saari majboori ka banate hain mazaak Busy busy busy hone ka naatak karte but why Kabhi milte ghalti se dete bas yeh jawab Ki tu faltu rapping karta hai Yeh lagte hain ilzaam Tera kuch nahi ho sakta music mein Yeh sunta hoon main aam Mujhe chaahe woh darana Par hote hain bas nakaam They try to pull me down Par ulta hota hoon main strong Oh faltu rapper Oh faltu rapper Oh faltu rapper Faltu rapper Oh faltu rapper Oh faltu rapper Oh faltu rapper Faltu rapper La la la la la la...
Song details
- Singer: Dino James
- Composer: Bluish Music
- Lyricist: Dino James
Song video
genre: Hip-Hop (Rap)