Roman script

Gum hoon

Teri yaadon mein kahin gum hoon

Main kyun abhi bhi chup hoon

Kaise bin kahe bataaun gum hoon

Teri yaadon mein kahin gum hoon

Main kyun abhi bhi chup hoon

Kaise bin kahe bataaun…

Iss dil ka kya karun

Teri yaadon mein jee lun

Teri yaadon mein jee lun…

Teri yaadon mein jee loon

Jab se mila hoon tujhse

Ho gaya hoon door khud se

Aashiyana ho tujhmein hi kahin

Hai duaa…

Kab se huaa hoon tumhara

Rab se bhi maangu sahara

Ye saath tera na chhute kahin

Hai duaa…

Gum hoon

Teri yaadon mein kahin gum hoon

Main kyun abhi bhi chup hoon

Kaise bin kahe bataaun…

Saanson mein kuch toh naya hai

Naa jaane kya darmayaan hai

Apna le tu mujhe hai meri ilteza

Ehsaas jo ab huaa hai

Jaise ki sab kuch naya hai

Afsaana haal-e-dil ka kaise ho gaya

Gum hoon

Teri yaadon mein kahin gum hoon

Main kyun abhi bhi chup hoon

Kaise bin kahe bataaun…

Explore this song