Roman script
Hum mile bichhad gaye baat itni nahi Tu nahi phir kyun teri yaad mit’ti nahi Uss pal humne na roka tujhe Shayad ye bhi pata tha mujhe Tum aaoge yaqeen tha Mud ke kabhi toh yahaan Tum aaoge yaqeen tha Hone ko phir se mera Haan mera… Kitni raatein guzri jagaa ke Neendein ho gayi khafa Ho.. khwabon se tere Bhar li hai aankhein Yaadon se maine subah Itna pyaar ho jayega dil ko tumse Khabar hi nahi thi humein Tum aaoge yaqeen tha Mud ke kabhi toh yahaan Tum aaoge yaqeen tha Hone ko phir se mera Haan mera… Aane se tere khamosh dil mein Hone lagi halchalein Kab se kadam ye thehre huve the Aao saath chal chalein Intezar mein thi tumhare ye saansein Mile tum toh jeene lage Tum aaoge yaqeen tha Mud ke kabhi toh yahaan Tum aaoge yaqeen tha Hone ko phir se mera Bas mera…
Song details
- Singer: Soham Naik
- Singer: Ritrisha Sarmah
- Composer: Anurag Saikia
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
singer: Soham Naik, Ritrisha Sarmah
music label: Times Music