Roman script

Tum chale gaye
Kuch bola bhi nahi
Paaon se mere
Phisli hai ye zameen (x2)
Saansein bhi keh rahi hai
Woh aayengi nahin
Shayad bina tumhare
Jee paaunga nahin
Tere bina… Tere bina…
Tere bina… Tere bina…
Dhoondhe tumko ye dil har kahin
Jaane kyun tum dikhte hi nahin
Duniya saari pehle jaisi hai
Pehle jaisi khushboo bas nahin
Aankhein bhi thakk chuki hain
Aansu bache nahin
Shayad bina tumhare
Jee paaunga nahin
Tere bina… Tere bina…
Tere bina… Tere bina…
Doorie dil mein aayi hai magar
Yaadein hain ki mit’ti hi nahin
Sapne chalke aaye hain magar
Neendein hain ki aati hi nahin
Dhadkan yunhi achaanak
Ruk jaaye kahin
Shayad bina tumhare
Jee paaunga nahin
Tere bina… Tere bina…
Tere bina… Tere bina…

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Yasser Desai, Aakanksha Sharma

cast: Kunaal Roy Kapur, Tara Alisha Berry

language: Hindi

music label: Zee Music Company