Roman script
Oye Laila Laila Laila meri jaan Kya hai tera naam Dekhun main tujhko aankh moond ke Chhaila Chhaila karta hai salaam Kya hai tera naam Dekhun main tujhko aankh moond ke Andhadhundh bechara bechara Dil aaj se Andhadhundh bechara bechara Dil aaj se Chal Monday raat se Mere dil ke dil ke dil ke bhi Dil mein hai tu Haan mere dil ke dil ke dil ke bhi Dil mein hai tu Suron ko nasha sa Suron ko nasha kyun chadhne laga Ka Kha Ga Ga Gha ko Sa Re Ga Ma Pa Dil padhne lagaa… Ka Kha Gha Ma Pa Ta Tha Dha Ni Sa Yeh kya hone lagaa… Oye Laila Laila Laila meri jaan Kya hai tera naam Dekhun main tujhko aankh moond ke Chhaila Chhaila karta hai salaam Kya hai tera naam Dekhun main tujhko aankh moond ke Andhadhundh bechara bechara dil aaj se Andhadhundh bechara bechara dil aaj se Chal Monday raat se Mere dil ke dil ke dil ke bhi Dil mein hai tu (Pa pa ra pa pa…) Haan mere dil ke dil ke dil ke bhi Dil mein hai tu (Pa pa ra pa pa…) Haan mere dil ke dil ke dil ke bhi Dil mein hai tu (Pa pa ra pa pa…) Mere dil ke dil ke dil ke bhi Dil mein hai tu… yeah! (Pa pa ra pa pa…)
Song details
- Singer: Amit Trivedi
- Film / album: AndhaDhun
- Composer: Amit Trivedi
- Lyricist: Jaideep Sahni
Song video
director: Sriram Raghavan
cast: Ayushmann Khurrana, Radhika Apte
language: Hindi
music label: Zee Music Company