Roman script

Hua hai kya nahi khabar

Par kuch toh hai alag magar

Main jaanti na kuch agar

Bata de kya ho gaya

Phir hona kya hai

Main hoon tum bhi ho

Mere paas ho tum

Par gum bhi ho

Mere ashqon ki ho tum wajah

Mere honthon ki ho hansi

Teri yaadon mein, main kho gaya

Khud se judaa main bhi ho gayi

Teri yaadon mein mil ke kho gayi

Khud se judaa main yun ho gaya

Teri yaadon mein..

Kabhi kahin toh hum mile

Jahan koi bhi milta nahi

Hai wahi jagah woh raaste

Pehle sa kuch lagta nahi

Jaane kaise nashe mein

Ghul se gaye hain savere

Milte begaano se

Par lag rahe ho tum kyun mere

Samjhana chaahun main

Lafzon mein tumse keh na paaun

Tum hi bata do kya ho gaya?

Phir hona kya hai

Main hoon tum bhi ho

Mere paas ho tum

Par gum bhi ho

Mere ashqon ki ho tum wajah

Mere honthon ki ho hansi

Teri yaadon mein, main yun kho gaya

Khud se judaa main bhi ho gayi

Teri yaadon mein main bhi kho gayi

Khud se judaa main yun ho gaya

Teri yaadon mein…

Explore this song