Roman script
Tujhse main dil ka haal kahun Ya chup rahun main Tujhse main dil ka haal kahun Ya chup rahun.. Sunle yun toh baatein saari Sunta na pyaar mera Kyun main kahun phir bhala Tujhse main dil ka haal kahun Ya chup rahun… Jab tu mera kuch bhi nahi hai Phir kyun tu apna lage hai (x2) Aankhen meri dekhti hain jise bhi Chehra tujhi sa lage hai Lagne lage hain sabhi chehre apne Bas tu begana lage hai Tujhse main dil ka haal kahun Ya chup rahun… Dil ye pagal samjhe nahi re Kuch bhi hai ye maang le (x2) Chahe kabhi toh tu soche mujhe bhi Kabhi toh mera naam le Paa na sake ye jise zindagi mein Usey zindagi maan le Tujhse main dil ka haal kahun Ya chup rahun main Sunle yun toh baatein saari Sunta na pyaar mera Kyun main kahun phir bhala Tujhse main dil ka haal kahun Ya chup rahun…
Song details
- Singer: Shashaa Tirupati
- Composer: Shayadshah Shahebdin
- Lyricist: Pratyush Prakash
Song video
music label: Times Music