Roman script
Bheege pade joote kahin It’s You and Me Dabba khula coffee nahi It’s You and Me Chhaata kabhi khulta nahi It’s You and Me Khidki rahe hardam khuli It’s You and Me Tedhi ye zindagi Jaisi ye dosti Hai ghalat sab yahaan Par sabhi hain sahi Shopping kari taxi nahi It’s You and Me Walking kari sandal gayi It’s You and Me Traffic kabhi chalti nahin It’s You and Me Bus ko koi jaldi nahin It’s You and Me Raste tedhe-medhe raste Jab bhi ho jaye kabhi yahaan Daldal lage jahaan Hans le, baahon ko phaila ke Thodi pee jaayein khuli hawa Free mein mili hawa Behte khalasi hain Bhatke jahaaji hain Udne ko raazi hai Mod de hum fizaa Thode deewane hain Thode sayaane hain Paapi puraane hain Choos le hum mazaa, o o.. Chalte hue phisle kahin It’s You and Me Hanste hue nikle kahin It’s You and Me Jamte hue pighle kahin It’s You and Me Bante hue bikhre kahin It’s You and Me Tedhi ye zindagi Jaisi ye dosti Hai ghalat sab yahan Par sabhi hain sahi
Song details
- Singer: Ranveer Singh
- Film / album: Befikre
- Composer: Vishal-Shekhar
- Lyricist: Jaideep Sahni
Song video
director: Aditya Chopra
cast: Ranveer Singh, Vaani Kapoor
language: Hindi
music label: YRF Music