Roman script
Chaahun tujhe khud se siva Mujhse zyada tu hai mera Dil ki yeh zid bhi hai Hoke rahe tu bhi mera Aa main ho jaaun tu, nazrein mila Main tujhko nazar aaun tujh mein bhi Chahun tujhe khud se siva Mujhse zyada tu hai mera Dil ki ye zid bhi hai Hoke rahe tu bhi mera Mera hai tu bas hai mera Kahin bhi ja mujhme hi aa Patthar hoon main Aa tod ke tu aaina bana mujhe zara O.. chahun tujhe khud se siva Mujhse zyada tu hai mera Dil ki yeh zid bhi hai Hoke rahe tu bhi mera Aayega jo apne darmiyaan Gir padega uspe aasmaan Haan.. haan re haan Aa kare gunaah chal kahin Hum koi farista toh nahin Na.. na re na Kyun na ho jaaye sang Hum khud hi mein khatam Chaahun tujhe khud se siva Mujhse zyada tu hai mera Dil ki ye zid bhi hai Hoke rahe tu bhi mera
Song details
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: Zid
- Composer: Shaarib-Toshi
- Lyricist: Shakeel Azmi
Song video
cast: Mannara, Karanvir Sharma, Shraddha Das
language: Hindi
film produced: Anubhav Sinha (Benaras Mediaworks)
music label: Sony Music India