Roman script
Kabhi aaine pe likha tujhe Kabhi aansuon se mita diya Kabhi khat samajh ke padha tujhe Kabhi diary mein chhupa liya (x2) Ik pal bhi tu mujhse, hota nahi hai juda Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda Seek me in your heart You gotta reach out for my love Teri tamanna aankhon mein leke Parchhaiyon ka peecha kiya Teri tamanna aankhon mein leke Parchhaiyon ka peecha kiya Har ajnabi se tera pataa Deewaano ki tarah main poocha kiya Deewaano ki tarah main poocha kiya Tujh bin yun lagta hai Dil hai kahin gumshuda Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda Tu ye na jaane kaise tere bin Roya hai pal pal, ye dil mera Tu ye na jaane kaise tere bin Roya hai pal pal, ye dil mera Aansu kisi ne, ponchhe na mere Toh yaad aaya, aanchal tera Toh yaad aaya, aanchal tera Tanhaai mein aksar sunta hoon teri sadaa Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Song details
- Singer: KK
- Film / album: Hate Story 2
- Composer: Rashid Khan
- Lyricist: Tanveer Ghazi
cast: Surveen Chawla, Jay Bhanushali
language: Hindi