Roman script

lamha khushi ka kaha kho gaya

socha tha kya aur kya ho gaya 

ankhon se ansu chhalke bheegi hai kyu ye palke 

toota hu main is tarah

tara gire jis tarah

lamha khushi ka kaha kho gaya

socha tha kya aur kya ho gaya

chhaye hai gam ke badal karde na mujhko pagal

chhaye hai gam ke badal karde na mujhko pagal

jindagi lage ab kajaa jine ki dede tu wajah tu wajah

lamha khushi ka kaha kho gaya

socha tha kya aur kya ho gaya

Explore this song