Roman script

Mehsoos khud ko tere binaa

Maine kabhi kiya nahi

Tu kya jaane lamha koi

Maine kabhi jiya nahi

Ab jo mile hain tto, shiqve gile naa ho

Bas ishq ho, bas ishq ho…

Ab jo hanse hain tto, aansu koi naa ho

Bas ishq ho, bas ishq ho…

Ye junoon mera mujhe le jaaye kahaan, kahaan…

Rab tujh mein ab pa raha hun main yahaan, yahaan…

Ab jee lu teri hi aankhon mein ye jahaan, jahaan…

Tu gaya tto roya tha sang mere aasmaan, aasmaan…

Yaadon mein raha tujh se ho kar main juda

Ab tanha mujhe naa chhodna

Khwabon ne kaha chehre se ab ye mere

Ye nazarein kabhi naa modnaa

Ab jo mile hain to, shiqve gile naa ho

Bas ishq ho…

Phir se qareeb aa.. mere naseeb aa..

Hai ye duaa, hai ye duaa

Dil ne mere kahaaa.. tera rahoon sadaa..

Hai ye duaa, Hai ye duaa..

Ye junoon mera

Mujhe le jaaye kahaan, kahaan…

Rab tujh mein ab pa raha hun

Main yahaan, yahaan..

Ab jee loon teri hi aankhon mein

Ye jahaan, jahaan..

Tu gaya tto roya tha sang mere

Aasmaan, aasmaan…

Explore this song