Roman script
Aaja khatam sabr kar de Pyasi-pyasi aankhein tar kar de Aaja khatam sabr karde Pyasi-pyasi aankhein tar kar de Teri baahein mera ghar kar de Ho… Soneya..Mahiya..Ranjheyaa..Ho… Soneya..Mahiya aa..Ranjheyaa..Ho… Dil mein hai jo baatein Woh samjhane de lab se Kuch keh de kuch sunn le Betabiyan hai kab se Ahaa.. (x2) Tere liye main hoon yahaan Phir tu kyun hai wahaan Tujhe apna bana loon mein Aise na jaa (x2) Aaja khatam sabr karde Pyasi-pyasi aankhein tar kar de Teri baahein mera ghar karde Aaa… Meri in aankhon ne dekha hai tujh ko jab se Sanson ki raftaarein badh uthi hain ye tab se (x2) Tooti khamoshiyan Chhalki madhoshiyaan Bikhri-bikhri hoon main Re zaa re zaa (x2) Aah aah Soneya .. Ah..Mahiya Haye.. Ranjheya Ho… Aaja khatm sabr kar de Pyasi pyasi aankhien tarr karde Teri bahein mera ghar karde Oh…Ho….
Song details
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: Ghost
- Composer: Shaarib-Toshi
- Lyricist: AM Turaz
cast: Shiney Ahuja, Sayali Bhagat
language: Hindi