Roman script
Hmm..Honeymoon ki raat hoti hai Main wahi raat hoon Uss raat mein joh baat hoti hai Main wohi baat hoon Hosh uda de jo dilbar ka Main wahi sharab hoon Kaamdev ka sutra padha hai Main wohi kitaab hoon Main wohi kitaab hoon Banjo! si bajti hoon Khwabon! mein sajti hoon Karle mere gentlemen kharabi zara Whisky si chadhti hoon Hichki si phasti hoon Bann ja mere gentlemen sharabi zara Bhool jayein hum joh khud ko Aisi meh tu pila de zara Kamre mein andhera kar Aankhon ko khol de Jo bhi hai tere dil mein Chupke se mehfil mein kaanon mein bol de Khatre ka darr na kar Har hadh ko todh de Zara saa aage badh Tu na mujhse aise lad Tu sab mujh pe chhod de Arey buraa.. Sapna jis mein main na hoon Main hi main hoon Main ki main hoon Mujh mein meh tu Mila de zara Har jalwa mera qaatil Main hothon se dasti hoon Sssh… Chhuri si chubhti hoon Goli si lagti hoon Zehar si chadhti hoon Har tann pe sajta hai jo Main aisa sona hoon Jala ke joh na jale Bujha ke joh na bujhe Main aisa shola hoon Hey jalaa Kala hai, Mela hai, Ganda hai, Bala hai Jeena woh jisme main naa hoon Main hi main hoon Main ki main hoon Mujh mein main tu Mila de zara Hmm..Honeymoon ki raat hoti hai Main wahi raat hoon Uss raat mein joh baat hoti hai Main wohi baat hoon Hosh uda de jo dilbar ka Main wahi sharab hoon Kaamdev ka sutra padha hai Main wohi kitaab hoon Main wohi kitaab hoon Banjo! si bajti hoon Khwabon! mein sajti hoon Karle mere gentlemen kharabi zara Whisky si chadhti hoon Hichki si phasti hoon Bann ja mere gentlemen sharabi zara
Song details
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: The Dirty Picture
- Composer: Vishal-Shekhar
- Lyricist: Rajat Aroraa
cast: Vidya Balan, Naseeruddin Shah, Emraan Hashmi, Tusshar Kapoor
language: Hindi