Roman script
Saagar Angaara Lagta Hai Banjar Jag Saara Lagta Hai Teri Yaad Hawa Mein Behati Hai Ik Peed Si Hoti Rehti Hai Bin Tere Vay Mahi Bin Tere Kyon Mera Dil Naiyyo Lagda Bin Tere We Mahi Bin Tere Kyon Mera Dil Naiyyo Lagda Bin Tere Vay Mahi Bin Tere Kyon Mera Dil Naiyyo Lagta Naiyo Lagda Dil Naiyo Lagda..[X8 Times] Dhoondoon Main Rasta Manzil Mein Ik Aas Kahin Zinda Dil Mein Chahat Ye Kahaan Le Aayi Hai Yahaan Charo Taraf Tanhai Hai Beegi Aankhon Mein Khwabon Ka Basera We Mahi Ab Naiyo Sajda Beegi Aankhon Mein Khwabon Ka Basera We Mahi Ab Naiyo Sajda Bin Tere We Mahi Bin Tere Kyon Mera Dil Naiyyo Lagda Do Aanho Ki Mmajboori Ka Aaya Hai Mausam Doori Ka Dhadkan Pe Zakhm Ka Pehra Hai Lamha-Lamha Kahin Thehra Hai Meri Nazaro Ko Ab Koi Bhi Nazara Ni Soni Ab Naiyo Jachda Meri Nazaro Ko Ab Koi Bhi Nazara Ni Soni Ab Naiyo Jachda Bin Tere We Mahi Bin Tere Kyon Mera Dil Naiyyo Lagda [Ni Sa…Ni Sa..] Aise Sadme Se Guzarti Hoon Naa Jeeti Hoon Na Marti Hoon Tere Khwab Me Doobi Hain Aankhein Tere Naam Pe Atki Hai Saansein Ek Tere Siva Ye Dil Mera Rab Se Kuch Aur Naiyo Mangda Ek Tere Siva Ye Dil Mera Rab Se Kuch Aur Naiyo Mangda Bin Tere We Mahi Bin Tere Kyon Mera Dil Naiyyo Lagda Naiyo Lagda Dil Naiyo Lagda..[X8 Times] [Mahi….Aaaaa…….]
Song details
- Singer: Roop Kumar Rathod
- Film / album: U R My Jaan
- Composer: Sanjeev-Darshan
- Lyricist: Sameer Anjaan
Song video
cast: Mikaal, Priti, Himani Shivpuri, Anil Dhawan, Rajesh Khera, Aman verma, Ravi Dubey, Parikshit Sahni
language: Hindi