Roman script

Teri Justujoo… Teri Justujoo…

Saanware Saanware Saanware

Saanware Saanware Saanware

Tere bin sooni sooni hain ankhiyaan

Tere bin lamha lamha hain sadiyaan

Soona soona jahaan laage re

Saanware Saanware Saanware

Saanware Saanware Saanware

Teri justujoo… Teri justujoo…

Tu mere dil ki dua, tu hi meri har khushi

Shaamil hai tu rooh mein, tu hi meri zindagi

Teri yaadon ka saawan hai

Pyaasi pyaasi yeh dhadkan hai

Bas tu nazar aaye re

Saanware Saanware Saanware

Saanware Saanware Saanware

Teri justujoo… Teri justujoo…

Saiyyaaron se raat bhar karte hain hum guftugu (teri justujoo)

armaanon ki bheed mein teri hi hai justujoo

sooni sooni si hasrat hai

kaisi meri mahabbat hai

kuch na mujhe aaye re

Saanware Saanware Saanware

Saanware Saanware Saanware

Tere bin sooni sooni hain ankhiyaan

Tere bin lamha lamha hain sadiyaan

Soona soona jahaan laage re

Saanware saanware saanware

Saanware saanware saanware

Tere bina… Tere bina…

Explore this song