Roman script
Hoti hai kaisi bhala bebasi Jaana hai maine toh bas ye abhi Le chali kahaan ye zindagi Kitni baatein aadhi adhoori Kitni baatein hain jo tumse naa keh paaya main Mujhe mili wahaan wafaa jahaan saansein hui hai khafa Mutthi se paani ki tarah bahi Ummedein woh teri meri sabhi Mutthi se paani ki tarah bahi Ummedein woh teri meri sabhi Ab ye manzar hai sab banzar hai Kya zameein kya jahaan Kitni baatein aadhi adhoori Kitni baatein hain jo tumse naa keh paaya main Lamhe woh aankhon se risane lage Yaadon me sab meri jo the jame Lamhe woh aankhon se risane lage Yaadon me sab meri jo the jame Woh tadapte hain, mujh se ladte hai Hashr hoga ye naa tha pataa
Song details
- Singer: Roop Kumar Rathod
- Film / album: Bhindi Baazaar Inc.
- Composer: Sandeep, Surya
Song video
director: Ankush Bhatt
cast: Kay Kay Menon, Piyush Mishra, Deepti Naval, Prashant Narayanan, Shilpa Shukla, Pawan Malhotra, Vedita Pratap Singh