Lyrics

tum nazar mein raho, khabar kisi ko na ho, aankhein bolein, ho lab pe khamoshi, aankhein bolein, ho lab pe khamoshi, tum chalo jis dagar, woh meri raahguzar, aankhein bolein, ho lab pe khamoshi, aankhein bolein, ho lab pe khamoshi, dooriyan kam kar de, pyaar ka ambar de, zulfon ka woh aasmaan, bas aankhon pe meri ho tamaam, subah subah ye baat ho, nazar mile zara zara raat ho, khule mausam, tum nazar mein raho, khabar kisi ko na ho, aankhein bolein, ho lab pe khamoshi, aankhein bolein, ho lab pe khamoshi

Song details

Artist: bollywood