Roman script

bombay city ka sapna dekha maine

bombay city ka sapna dekha tune

kismat aazmane dono aaye ae ae

man me josh umange saath layi

manjil dur nahi hai

maayus na hona, maayus na hona

maayus na hona

har chiz jo chamakti na sona

sach bola hai maine hai na

khubsurat to main bhi hu na

kyu nahi phir kahte mujhe sona

har chiz jo chamakti na sona

sach bola hai maine hai na

khubsurat to main bhi hu na

kyu nahi phir kahte mujhe sona

manjil pass nahi hai

maayus na ho, maayus na hona

maayus na hona

bombay city ka sapna dekha maine

bombay city ka sapna dekha tune

kismat aazmane dono aaye ae ae

man me josh umange saath layi

manjil dur nahi hai

maayus na hona, maayus na hona

maayus na hona

saaki ne jaam aisa peelaya

nind ud gayi hosh ganwaya

pair bhi mera dagmaga gaya

dil kuch karne se ghabraya

saaki ne jaam aisa peelaya

nind ud gayi hosh ganwaya

pair bhi mera dagmaga gaya

dil kuch karne se ghabraya

manjil ye kuch nahi hai

maayus na ho, maayus na hona

maayus na hona

bombay city ka sapna dekha maine

bombay city ka sapna dekha tune

kismat aazmane dono aaye ae ae

man me josh umange saath layi

manjil dur nahi hai

maayus na hona, maayus na hona

maayus na hona

Explore this song