Roman script
Ishq kasam ishq nahi tha karna Kisi pe kabhi humko nahi tha marna Dil kahin kho jaayena Kisi ka ye ho jaayena Jaan kahin le le na yahi dar tha Raah mein unse mulaakat ho gayi Raah mein unse mulaakat ho gayi Jisse darte the wohi baat ho gayi Jhoom kar dil tera Seene mein rakh liya Saanson mein dil se uska Sajda kiya Yun hi the bewajah Keemti bangaye Teri mohabbat ne woh Rutba diya Galti ye humse laajawab ho gayi Galti ye humse laajawab ho gayi Jisse darte the wohi baat ho gayi Dil kahin kho jaayena Kisi ka ye ho jaayena Jaan kahin le le na yahi dar tha Raah mein unse mulaakat ho gayi Raah mein unse mulaakat ho gayi Jisse darte the wohi baat ho gayi
हिंदी में गीत
इश्क़ क़सम इश्क़ नहीं था करना किसी पे कभी हमको नहीं था मरना दिल कहीं खो जाए ना किसी का ये हो जाए ना जान कहीं ले ले ना यही डर था राह में उनसे मुलाक़ात हो गई राह में उनसे मुलाक़ात हो गई जिससे डरते थे वही बात हो गई झूम कर दिल तेरा सीने में रख लिया साँसों में दिल से उसका सजदा किया यूँ ही थे बेवजह क़ीमती बन गए तेरी मोहब्बत ने वो रुतबा दिया ग़लती ये हमसे लाजवाब हो गई ग़लती ये हमसे लाजवाब हो गई जिससे डरते थे वही बात हो गई दिल कहीं खो जाए ना किसी का ये हो जाए ना जान कहीं ले ले ना यही डर था राह में उनसे मुलाक़ात हो गई राह में उनसे मुलाक़ात हो गई जिससे डरते थे वही बात हो गई
Song video
Song information
singer: Dev Negi, Deeksha Toor
album: Raah Mein Unse
lyricist: Manoj Yadav
music: Chirantan Bhatt
director: nitin Fcp
cast: Akkshith Sukhija, Sanchi Rai
music label: Tips Official
Explore this song
- Singer: Dev Negi
- Singer: Deeksha Toor
- Film / album: Raah Mein Unse
- Composer: Chirantan Bhatt
- Lyricist: Manoj Yadav