Lyrics

tarazu ke bas do thaal hain, ek ore hum dooje mein khwaab hain, zindagi yeh pareshaan hai, ganimat hai tu hai yahan, jeene mein aaye maza, khareeda nahi jaata khwaab hai, kiraya bhi aisa lajawab hai, zindagi yeh pareshaan hai, ganimat hai tu hai yahan, jeene mein aaye maza, tu jo mila jaaga khwaab hai, khoyi huyi meri kitaab hai, muskaya sa aadaab hai, jeene mein aaye maza, sustaye mausam aabaad hain, hawaon ke rukh humse naaraaz hain, zindagi yeh pareshaan hai, ganimat hai tu hai yahan, jeene mein aaye maza, tu jo mila chhida saaz hai, khamoshi ko mili aawaaz hai, behti hawa sa ehsaas hai, jeene mein aaye maza, bigda hua hisaab hai, thoda nafa thoda nuksaan hai, zindagi yeh pareshaan hai, ganimat hai tu hai yahan, jeene mein aaye maza

Song details

Artist: bollywood